Poetry


Ghazals

Basaira

Jahan shaam kay sayay dhultay hon
Jahan udasi kay charag jultay hon
un wadion main basaira hum kartay hain ...

Jahan kirnain julti bujhti hon
Jahan zikar na us ka hota ho
us gumnaam nagar main hum rehtay hain ...

Jahan taaray toot kar na girtay hon
Jahan churag na in putlion kay jultay hon
us khamosh nagar main hum bustay hain !!!
(written by Nasira M.Ali)

0 comments:

Post a Comment